Tuesday, January 2, 2007

Subah subah..

Subah subah, ye kya huva..
Na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon..
Nayi subah, nayi jagah..
Nayi tarah se nayi dishaayon mein chal raha hoon..
Nayi nayi hain meri nazar, ya hain nazaarein naye..
Yaa dekhate khwab main chal raha hoon..

Subah subah, ye kya huva..
Na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon..
Nayi subah, nayi jagah..
Nayi tarah se nay nazaare main dekhata hoon..

Ye gungunaata huva sama, ye muskuraati fiza
Jahaan ke saath main chal raha hoon..

Subah subah, ye kya huva..
Na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon..

Jo abhi hain, usiko jilein, jo diya wo ji liya..
Wo nasha pi liya..
Kal nasha hain, ek naya jo, na kiya to kya jiya..
Har pal ko pi ke agar, dil na bhar diya..

Subah subah, ye kya huva..
Na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon..
Nayi subah, nayi hava..
Nayi tarah se nayi dishaayon mein chal raha hoon..

Subah subah, ye kya huva..
Na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon..
Nayi subah, nayi jagah..
Nayi tarah se nayi dishaayon mein chal raha hoon..

Ye gungunaata huva sama, ye muskuraati fiza..
Jahaan ke saath main chal raha hoon..

Subah subah, ye kya huva..
Na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon..

No comments: