Saturday, December 30, 2006

Tuhi meri shab hai..

tu hi meri shab hai subha hai tu hi din hai mera
tu hi mera rab hai jahaan hai tu hi meri duniya
tu waqt mere liye main hoon tera lamha
kaise rahega bhala hoke tu mujhse judaa
o o o o ho ho
o o o o o o
tu hi meri shab hai subha hai tu hi din hai mera
tu hi mera rab hai jahaan hai tu hi meri duniya
tu waqt mere liye main hoon tera lamha
kaise rahega bhala hoke tu mujhse judaa
o o o o ho ho
o o o o o o

aankhon se padhke tujhe dil pe maine likha
tu ban gaya hai mere jeene ki ek wajah
ho aankhon se padhke tujhe dil pe maine likha
tu ban gaya hai mere jeene ki ek wajah
teri hasi teri adaa auron se hai bilkul judaa
o o o o ho ho
o o o o o o

aankhen teri shabnami chehra tera aaina
tu hai udaasi bhari koi haseen dastaan
ho aankhen teri shabnami chehra tera aaina
tu hai udaasi bhari koi haseen dastaan
dil mein hai kya kuchh toh bata
kyon hai bhala khud se khafa
o o o o ho ho
o o o o o o

tu hi meri shab hai subha hai tu hi din hai mera
tu hi mera rab hai jahaan hai tu hi meri duniya
tu waqt mere liye main hoon tera lamha
kaise rahega bhala hoke tu mujhse judaa
o o o o ho ho
o o o o o o o..

Zara zara - Bombay Jayashree..

Zara zara bahekta hai, mahekta hai..
Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon..
Mujhe bhar le apni baahon mein.. - 2

Hai meri kasam tujhko sanam, door kahin na jaa..
Yeh doori kehti hai paas mere aaja re..
Yunhi baras baras kaali ghata barse..
Hum yaar bheeg jaaye is chaahat ki baarish mein..
Meri khuli khuli laton ko suljhaaye..
Tu apni ungliyon se main to hoon isi khwaahish mein..
Sardi ki raaton mein hum soye rahe ek chaadar mein..
Hum dono tanha ho, na koi bhi rahe is ghar mein..

Zara zara bahekta hai, mahekta hai..
Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon..
Mujhe bhar le apni baahon mein..
Aaja re aa re..

Tadpaaye mujhe teri sabhi baatein..
Ek baar ae deewane jhootha hi sahi pyaar to kar..
Main bhooli nahin haseen mulaaqaatein..
Bechain karke mujhko mujhse yun na pher nazar..
Roothega na mujhse, mere saathiya yeh vaada kar..
Tere bina mushkil hai jeena mera mere dil mein..

Zara zara bahekta hai, mahekta hai..
Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon..
Mujhe bhar le apni baahon mein..
Hai meri kasam tujhko sanam, door kahin na jaa..
Yeh doori kehti hai paas mere aaja re..
Aaja re, aaja re, aaja re..

Bin tere sanam..

--FEMALE--
Aah aah aah,
Aah aah aah..

--MALE--
Eh hey hey, hey,
hey hey hey hey..
Aah aah, eh hey, hey hey hey..

--FEMALE--
Aah aah aah, aah,
Aah aah aah aah..

--MALE--
Bin tere sanam,
Mar mitenge hum,
Aa meri zindagi.. - 2

--FEMALE--
Aana hi padaa sajna,
Zaalim hai dil ki lagi.. - 2

--MALE--
Bin tere sanam,
Mar mitenge hum,
Aa meri zindagi..

--FEMALE--
Oh, aana hi padaa sajna,
Zaalim hai dil ki lagi..
Aana hi padaa sajna,
Zaalim hai dil ki lagi..

--MALE--
Tere hi dam se hogi,
Dil ki muraad puri..
Tere bagair jaanam,
Hai zindagi adhuri.. - 2

Ae mere haseen,
Ab na jaa kahin,
Aa meri zindagi..

--FEMALE--
Aana hi padaa sajna,
Zaalim hai dil ki lagi..

--MALE--
Bin tere sanam,
Mar mitenge hum,
Aa meri zindagi..

--FEMALE--
Ho,
Aana hi padaa sajna,
Zaalim hai dil ki lagi..

Yeh jaankar balamaji,
Thaami hai teri baahen
Sehni padengi sab ki,
Kaanton bhari nigaahen..

--MALE--
Sab sahenge hum,
Aur hansenge hum,
Aa meri zindagi..

--FEMALE--
Oh ho ho,
Aana hi padaa sajna,
Zaalim hai dil ki lagi..

--MALE--
Bin tere sanam,
Mar mitenge hum,
Aa meri zindagi..

--FEMALE--
Aana hi padaa sajna,
Zaalim hai dil ki lagi..

--MALE--
Aah aah aah,
Aah aah aah aah aah..
Aah aah aah aah aah aah,
Aah aah aah..
Tum ho mere to ab hai,
Mausam ghulaam apna..

--FEMALE--
Shabnam ne likh diya hai,
Phoolon pe naam apna..

--MALE--
Tum ho mere to ab hai
Mausam ghulaam apna..

--FEMALE--
Ho,
Shabnam ne likh diya hai,
Phoolon pe naam apna..

--MALE--
Sun hawa yahi geet gaa rahi,
Aa meri zindagi..

--FEMALE--
Oh,
Aana hi padaa sajna,
Zaalim hai dil ki lagi..

--MALE--
Bin tere sanam,
Mar mitenge hum,
Aa meri zindagi..

--FEMALE--
Ho,
Aana hi padaa sajna,
Zaalim hai dil ki lagi..

Bheegi Yaadein (Unplugged), Atif Aslam..

Bheegi bheegi yaadein..
Bheegi bheegi yaadein..

Naa mein janu..
Naa tu jaane..
Kaisa hai yeh aalam..
Koi naa jaaneyyy..

Phir kyu hai yeh tanhaiye..
Kaise hai yeh russwaiyee..
Ghum ho gaye tum..
Kho gaye hum..

...Lahmheyyy..
Aandhi ho ya tufan ho..
Mere maan mein rahe tu sada..
Koi apna ho ya paraya ho..
Usse dhoondoo mein kahan..
Tau kyu hai yeh tanhaiye..
Kaisee hai yeh ruswaiye..
Ghum ho gaye tum..
Kho gaye hum..

Lamhey... Raatein..
Koi naa janey..
Thi kaisi baatein..
Woh barasatein..
Woh bheegi bheegi yaadein..
Woh bheegi bheegi yaadein..

Sagar kee inn lahron sai,
gehra hai meraa pyaar..
Sehrayon kee hawaon mein,
kaise aae gee bahar..
Phir kyu hai yeh tanhaiye..
Kaise hai yeh russwaiye..
Ghum ho gaye tum..
Kho gaye hum..

Lamhey... woh Raatein
Koi naa janey..
Thi kaisi baatein..
Woohh barasatein..
Woh bheegi bheegi yaadein..
woh bheegi bheegi yaadein

Who lamhey woh raatein..
Koi naa janeeyyy..
Bheegii yaadeinn...(x4)

Woh lamheyyyy!!!

Kalyug - Juda hoke..

Juda hoke bhi, tu mujhmein kahi baaki hai..
Palkon mein banke aasu, tu chali aati hai..
Juda hoke bhi..

Waise zinda hu ye zindagi, bin tere main..
Dard hi dard baaki raha hai, seene mein..
Saans lena bhar hi yaha, jeena nahi hain..
Ab toh aadat si hai mujhko aaise jeene mein..

Juda hoke bhi, tu mujhmein kahi baaki hai..
Palkon mein banke aansu, tu chali aati hai..

Saath mere hain tu har pal, shab ke andhe mein..
Paas mere hain tu har dham, ujale savere mein..
Dil se dhadkan bhula dena, aasan nahi hai..
Ab toh aadat si hai mujhko aaise jeene mein..

Juda hoke bhi tu, mujhmein kahi baaki hai..
Palkon mein banke aansu, tu chali aati hai..

Ab toh aadat si hai mujhko, aaise jeene mein..
Yeh jo yaadein hai, - 2
Sabhi kaatein hai..
Katado inhe - 2
Mithado inhe..
Ab toh aadat si hai mujhko..

Woh Lamhe..

Woh Lamhe, woh baatein,
Koi na jaane,
Thi kaisi raatein,
Hooo, barsaatein,
Woh bheegi bheegi yaadein,
Woh bheegi bheegi yaadein...

Na main jaanoun,
Na tu jaane,
(aaah)
Kaisa hai ye mausam,
Koi na jaane,
Kahi se hai fizaa aayi,
Ghamon ki dhoop sang laayi,
Khafaa hogaye hum,
Judaa hogaye hum,

Woh Lamhe, woh baatein,
Koi na jaane,
Thi kaisi raatein,
Hooo, barsaatein,
Woh bheegi bheegi yaadein,
Woh bheegi bheegi yaadein...

(hoooo...)

Saagar ki,
Gehraayi se,
Gehra hai,
Apna pyaar,
Sehraoun ki,
In hawaon me,
Kaise aayeee-gi bahaar,
Kahan se ye hawa aayi,
Ghataayen kaali kyoun chhaayi,
Khafaa hogaye hum,
Judaa hogaye hum,

Woh Lamhe, woh baatein,
Koi na jaane,
Thi kaisi raatein,
Hooo, barsaatein,
Woh bheegi bheegi yaadein,
Woh bheegi bheegi yaadein...

(hooooo hooooooo)
(hoooo hoooo, hoo hooo, hooo ho, ho ho ho)
(hooooooooooooooo)
(aaaaaaah)

Kya mujhe pyar hai..

Kyun aaj kal, nind kam khwab jyada hai..
Lagta khuda ka, koi nek irada hai..
Kal tha faqir aaj dil shehzada hai..
Lagta khuda ka koi nek irada hai..

Kya mujhe pyar hai..
Kaisa khumar hai..
Kya mujhe pyar hai..
Kaisa khumar hai..

Ho O oh.. Ho O oh..

Paththar ke in raston pe..
Phoolon ki ek chadar hai..
Jabse mile ho humko..
Badla har ek manzar hai..

Dekho jahan main nile nile aasmaan tale..
Rang naye naye hain jaise ghulte hue..
Soye se khaab mere, jaage tere waste..
Tere khayalon se hain, bheege mere raaste..

Kya mujhe pyar hai..
Kaisa khumar hai..
Kya mujhe pyar hai..
Kaisa khumar hai..

Ho O oh.. Ho O oh..

Tum kyun chale aate ho..
Har roj in khwabon main..
Chupke se aa bhi jao main..
Ek din meri baahon main..

Tere hi sapne andheron main ujalo main..
Koi nasha hai, teri aankhon ke pyalon main..
Tu mere khwabon main jawaabon main saawalon main..
Har din chura tumhe main lata hoon khyalon main..

Thursday, December 28, 2006

Aadat - Jal..

Aaaa aaaa....

Na janay kab say,
umeedain kuch baaki hain..
Mujhe phir bhi teri yaad,
kyun aathi hai..
Na janay kab say..

Duur jithna bhi tum mujh se,
paas teray mein..
Ab tho aadat si hai mujh ko aisay jeenay mein..
Zindagi say koi shikwa,
bhi nahin hai..
Ab tho zinda hoon mein iss neelay aasman mein..

Chahat aisi hai yeh teri,
barr thi ja-ay..
Aahat aisi hai yeh teri,
mujh ko satha-ay..
Yaadain gehri hain ithnee,
dil doob ja-ay..
Aur aanjhon mein yeh ghum num bun ja-ain..

Hey hey heyayayay ooooooo ooooo...

Ab tho aadat si hai mujh ko aisay jeenay mein..

Hey hey.. Heyayayay.. Oooooo oooooo..
Aaaaaaaa aaaaa oooooo ooo..

Sabhi raatein hain,
sabhi baatein hain,
bhula do unhay,
mita do unhay..

Aaaa.. Aaaa.. Aaaa..
Aaaaa.. Ooooooooo...

Ab tho aadat si hai mujh ko..

Tere bin..

Tere bin main yun kaise jiya,
kaise jiya tere bin..
tere bin main yun kaise jiya,
kaise jiya tere bin..


Lekar yaadhein teri raathen meri kati,
mujhse baatein teri karti hai chaandani..
tanha hai, tujh bin raaten meri..
din mere, din ke jaise nahi..
tanha badan, tanha hai ru, naa meri aankhen rahe..
aaja mere, ab rubaru,
jeena nahi bin tere..


Tere bin main yun kaise jiya,
kaise jiya tere bin..
tere bin main yun kaise jiya,
kaise jiya tere bin..

Kabse aankhen meri raah mein tere bichhi,
bhule se hi kahi tu mil jaaye kabhi..
bhule na, mujhse baaten teri..
bheegi hai, har pal aankhen meri..
kyun saans, loon kyun main jiyu,
jeena bura sa lage..
kyun ho gaya, tu bewafaaa, mujhko bata de wajah..


Tere bin main yun kaise jiya,
kaise jiya tere bin ...
tere bin main yun kaise jiya,
kaise jiya tere bin ...